SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaa-e-farz"
Ghazal MATCHES FOR "adaa-e-farz"
Ghazal
baaqii na rahe saakh 'adaa' dasht-e-junuu.n kii
dil me.n agar andesha-e-anjaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa phir kisii ne qarz-e-muravvat adaa kiyaa
kyuu.n aa.nkh be-savaal hai dil phir dukhaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
Gayuur dil se na maa.ngii ga.ii muraad 'adaa'
barasne aap hii kaalii ghaTaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
jis dar se dil ko zauq-e-ibaadat ataa hu.aa
us aastaan-e-shauq pe sajda ravaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
andesha bas itnaa hii rahaa dasht-e-talab me.n
bhar aa.e kahii.n aa.nkh 'adaa' tishna-labii se
Ada Jafarey
Ghazal
aa.ndhii me.n barg-e-gul kii zabaa.n se 'adaa' hu.aa
vo raaz jo kisii se abhii tak kahaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
KHushbuu ke thaamne ko ba.Dhaa.e hai.n haath 'adaa'
daamaan-e-aarzuu bhii sabaa-pairahan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
jo ham nahii.n to sar-e-rah-guzaar-e-dard 'adaa'
vo kaun the jo dil-o-jaa.n ko vaarne aate
Ada Jafarey
Ghazal
adaa-e-farz me.n jo kaamyaab hotaa hai
tire huzuur me.n vo baazyaab hotaa hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
zindagii miTtii hai miT jaa.e adaa-e-farz me.n
farz kii takmiil par anjaam honaa chaahiye