SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab"
Ghazal MATCHES FOR "adab"
Ghazal
ik to ham ko adab aadaab ne pyaasaa rakkhaa
us pe mahfil me.n suraahii ne bhii gardish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baaG me.n jaane ke aadaab hu.aa karte hai.n
kisii titlii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
hu.aa hai jab se dil-e-naa-subuur be-qaabuu
kalaam tujh se nazar ko ba.De adab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhuulaa nahii.n mai.n aaj bhii aadaab-e-javaanii
mai.n aaj bhii auro.n ko nasiihat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
kaisii aadaab-e-numaa.ish ne lagaa.ii.n sharte.n
phuul honaa hii nahii.n phuul nazar aanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
haa.e aadaab-e-mohabbat ke taqaaze 'saaGar'
lab hile aur shikaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
aap kii nazro.n me.n suuraj kii hai jitnii azmat
ham charaaGo.n kaa bhii utnaa hii adab karte hai.n