SEARCH RESULTS
Showing search results for "aduu-e-qaum-o-millat"
Ghazal MATCHES FOR "aduu-e-qaum-o-millat"
Ghazal
jise aataa nahii.n parvaana-e-sham-e-vatan honaa
vo na.ng-e-aadmi.yat hai aduu-e-qaum-o-millat hai
Rishi Patialvi
Ghazal
inqalaab-e-qaum-o-millat hai kabhii hai aashtii
aur kabhii paiGambarii hai shaa.erii ke baavajuud
Shuja Farrukhi
Ghazal
qaum-o-millat ke liye 'irfaan' kyaa karte jihaad
zar zamii.n ke vaaste saarii tavaanaa.ii ga.ii
Irfan Aazmi
Ghazal
KHud-parastii ho rag-o-pai me.n saraayat jin ke
qaum-o-millat ke vo me'maar nahii.n ho sakte
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
murG-e-sahar aduu na mo.azzin kii kuchh KHataa
'parvii.n' shab-e-visaal me.n sab hai futuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
KHamiir ek hai sab kaa to ai zamiin ai maa.n
zabaan-o-maz.hab-o-qaum-o-vatan ye sab kyaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
KHudaa ko hai talaash-e-qaum-e-diigar
musalmaano.n me.n vo dam-KHam nahii.n hai
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
qabiila-e-haram o qaum-e-dair o firqa-e-ri.nd
hamaare chaahne vaale kahaa.n kahaa.n nikle?
Rais Amrohvi
Ghazal
tumhe.n KHabar hii nahii.n hai azaab-e-qaum-e-sho.aib
aqiidato.n ko taraazuu me.n tolne vaale
Shoaib Adan
Ghazal
rahbar-e-qaum-o-vatan us ko KHudaa sharmaa.e
KHud jo bhaTkaa ho vo auro.n kii KHabar kyaa legaa
Shaad Aarfi
Ghazal
jo jaan kartaa hai apnii nisaar-e-qaum-o-vatan
ufuq pe qaum kii vo aaftaab hotaa hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
aduu-e-KHiira-saraab ho gayaa ba.Daa KHurraa.nT
yahii hai dil me.n ki de.n aaj us ko ham ik Daa.nT