SEARCH RESULTS
Showing search results for "afkaar"
Ghazal MATCHES FOR "afkaar"
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
maktabo.n me.n kahii.n raanaa.i-e-afkaar bhii hai
KHaanqaaho.n me.n kahii.n lazzat-e-asraar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
naalaa.n huu.n mai.n bedaarii-e-ehsaas ke haatho.n
duniyaa mire afkaar kii duniyaa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
sitaaro.n pe chalte hu.e ibn-e-aadam
nazar me.n farishto.n kii uftaad rakhnaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
chand jumle vo adaa kartaa hai aise Dhab se
mere afkaar kii buniyaad hilaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
jin kii fitrat me.n ho Dasnaa Das ke rahte hai.n
B-A m-a karne se afkaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
vo ho aaraa.ish-e-afkaar ki zebaa.ish-e-fan
aaj dono.n kii ravish KHaana-purii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mirii tahziib mere saath hai mahv-e-safar har-dam
mire afkaar zinda hai.n miraa iz.haar zinda hai
Erum Zehra
Ghazal
mire afkaar pe bole ba.Dii tahziib se zaahid
muqaddar aazmaa.ish hai kisii se kuchh nahii.n bole.n
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
hazaar tarah ke afkaar dil ko rau.nd rahe hai.n
muqaable me.n tire ranj-e-rozgaar hai aa jaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
mire afkaar badle jo vahii ustaad ho meraa
mahaarat ho jise fan par vahii naqqaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
zehn ho ta.ng to phir shoKHii-e-afkaar na rakh
band tah-KHaano.n me.n ye daulat-e-bedaar na rakh
Irfan Siddiqi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
mere afkaar ko detii hai jilaa us kii jafaa
Gam na hote to ye qirtaas sa.nvartaa hii nahii.n