SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsuun-e-be-asar"
Ghazal MATCHES FOR "afsuun-e-be-asar"
Ghazal
mazmuun-e-aagahii huu.n bayaa.n chaahtaa huu.n mai.n
afsuun-e-be-asar huu.n asar chaahiye mujhe
Aslam Ansari
Ghazal
tilism KHatm chalo aah-e-be-asar kaa hu.aa
vo dekho jism barahna har ik shajar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
aah be-asar niklii naala naa-rasaa niklaa
ik KHudaa pe takiya thaa vo bhii aap kaa niklaa
Aziz Qaisi
Ghazal
kyaa du.aa-e-farsuuda harf-e-be-asar maa.nguu.n
tishnagii me.n jiine kaa ab ko.ii hunar maa.nguu.n
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
asar na ho to usii nutq-e-be-asar se kah
chhupaa na dard-e-mohabbat jahaan bhar se kah
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
jo hotaa aah tirii aah-e-be-asar me.n asar
to kuchh to hotaa dil-e-shoKH-e-fitnagar me.n asar
Aish Dehlvi
Ghazal
kalaam-e-be-namak-o-be-asar se tuu apne
KHaraab mat kare KHilqat KHudaa se Dar vaa.iz
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Ain Seen
Ghazal
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
Rasikh Dehlvi
Ghazal
hai zaat merii kabhii to sabhii dukho.n kaa ilaaj
kabhii lage hai ki tiryaaq-e-be-asar huu.n mai.n
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
laraz ke rah gayaa qaatil bhii chand saa.at ko
jab irti.aash mire jism-e-be-asar se uThaa
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
be-nuur o be-asar hai yahaa.n kii sadaa-e-saaz
thaa us sukuut me.n bhii mazaa us galii me.n chal
Habib Jalib
Ghazal
allaah re zof-e-siina se har aah-e-be-asar
lab tak jo pahu.nchii bhii to cha.Dhii do gha.Dii ke baad