SEARCH RESULTS
Showing search results for "afyuun"
Ghazal MATCHES FOR "afyuun"
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kar ke jhuuTaa na diyaa jaam agar tuu ne to chal
maare Gairat ke ham afyuun to khaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
afyuu.n kii kisii roz mai.n khaa jaa.uu.ngaa golii
be-vajah ruKH-e-yaar ke gar til ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kii talKH guftuguu lab-e-jaa.n-baKHsh se mudaam
afyuun gholii aap ne aab-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ai sabz-ra.ng mast-e-mai-e-ishq-o-husn to
afyuu.n ko puuchhte nahii.n kyaa zikr bha.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
khaa kar afiim so na rahuu.n mai.n to kyaa karuu.n
rahte hai.n aap piinak-e-afyuun-e-naab me.n
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tere karam se ai alam-e-husn-aafrii.n
dil ban gayaa hai dost kii KHalvat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
abhii bazm-e-tarab se kyaa uThuu.n mai.n
abhii to aa.nkh bhii pur-nam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-dard-aafrii.n rahe
shaayad mire havaas Thikaane nahii.n rahe