SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmad-faraz"
Ghazal MATCHES FOR "ahmad-faraz"
Ghazal
shahiid-e-shab faqat ahmad-'faraaz' hii to nahii.n
ki jo charaaG-ba-kaf thaa vahii nishaana hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
lo phir tire labo.n pe usii bevafaa kaa zikr
ahmad-'faraaz' tujh se kahaa naa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rafaaqato.n me.n pashemaaniyaa.n to hotii hai.n
ki dosto.n se bhii naadaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
saaqiyaa ek nazar jaam se pahle pahle
ham ko jaanaa hai kahii.n shaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
qaamat ko tere sarv sanobar nahii.n kahaa
jaisaa bhii tuu thaa us se to ba.Dh kar nahii.n kahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
karuu.n na yaad magar kis tarah bhulaa.uu.n use
Gazal bahaana karuu.n aur gungunaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
qurbato.n me.n bhii judaa.ii ke zamaane maa.nge
dil vo be-mehr ki rone ke bahaane maa.nge