SEARCH RESULTS
Showing search results for "aish-e-betaabii"
Ghazal MATCHES FOR "aish-e-betaabii"
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
kuchh aise kii hai adaa rasm-e-bandagii mai.n ne
guzaar dii tire va.ade pe zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
hai 'aish' saath ko.ii raahbar na hamraahii
kaTegii dekhiye tanhaa rah-e-vafaa kaise
Aish Meeruthi
Ghazal
taab-e-nazaara-e-ruKH-e-anvar nahii.n use
suuraj kii samt ruKH hai gul-e-aaftaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
ronaa to hai bas us kii mahruumii-e-qismat kaa
ye daulat-e-Gam jis kii taqdiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
kulfat-e-afsurdagii ko aish-e-betaabii haraam
varna dandaa.n dar dil afshurdan binaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rahm ai chashm banaayaa hai kahii.n kyaa dil ko
qatra-e-ashk ho mizhgaa.n se Tapakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
bahut hai KHema-e-garduu.n ke phuu.nkne ko to 'aish'
is aah-e-tufta jigar me.n asar hazaar na ho
Aish Dehlvi
Ghazal
ye naale vo hai.n yaad rahe tuu na gar milaa
pahu.nche.nge taa-ba arsh-e-barii.n tere vaaste
Aish Dehlvi
Ghazal
jo hotaa aah tirii aah-e-be-asar me.n asar
to kuchh to hotaa dil-e-shoKH-e-fitnagar me.n asar
Aish Dehlvi
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
hai.n tufta-jaa.n mufaaraqat-e-gul-badan me.n ham
aisaa na ho ki aag lagaa de.n chaman me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
meraa shikva tirii mahfil me.n aduu karte hai.n
us pe bhii sabr ham ai arbada-juu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
us ke shaahiin-e-nigah ko taa.ir-e-dil ke liye
panja-e-mizhgaa.n nahii.n goyaa hai chu.ngul-baaz kaa