SEARCH RESULTS
Showing search results for "alaika"
Ghazal MATCHES FOR "alaika"
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
zamaana dekh chukaa hai parakh chukaa hai ise
'qatiil' jaan se jaa.e par iltijaa na kare
Qateel Shifai
Ghazal
hamaaraa alamiya ye thaa ki ham-safar bhii hame.n
vahii mile jo bahut yaad aane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
naqaab un kaa ulaTnaa to chaahtaa huu.n magar
biga.D ga.e to nazaaro.n kaa haal kyaa hogaa
Unknown
Ghazal
mai.n reza reza badan kaa uThaa rahaa huu.n 'adiim'
vo to.D hii to gayaa apnii iltijaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
kisii ke saath nahii.n huu.n magar jamaal-e-ilaaha
tirii qism tire har mubtalaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
sohbat me.n Gair kii na pa.Dii ho kahii.n ye KHuu
dene lagaa hai bosa baGair iltijaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
vo alvidaa.a kaa manzar vo bhiigtii palke.n
pas-e-Gubaar bhii kyaa kyaa dikhaa.ii detaa hai