SEARCH RESULTS
Showing search results for "americii"
Ghazal MATCHES FOR "americii"
Ghazal
aa hii jaa.egaa ko.ii qismat kaa maaraa qais bhii
har taraf umm-e-ruKH-e-lailaa bichhaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
use sataa.e.n mohabbat ke lauTte mausam
kabhii bhii raas na aa.e america us ko
Kushal Dauneriya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
america me.n T-V-chanel chupke se dar aa.e the
chal nikle to urdu ke sab aKHbaaro.n ko maar diyaa
Khalid Irfan
Ghazal
aaj america me.n kal london me.n parso.n ruus me.n
aadmii kii sar-bulandii kii yahii pahchaan hai
Gyan Chand Jain
Ghazal
aa.nkho.n me.n ho.n saraab to kyaa kyaa dikhaa.ii de
paanii ke darmiyaan bhii sahraa dikhaa.ii de
Zaheer Ahmad
Ghazal
sab kaarobaar-e-naqd-o-nazar chho.Dnaa pa.Daa
bikne lage qalam to hunar chho.Dnaa pa.Daa
Zaheer Ahmad
Ghazal
dayaar-e-shauq ke sab manzaro.n se uu.nchaa hai
ye sang-e-dar tiraa saare gharo.n se uu.nchaa hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
Mahwi Siddiqi
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n na rahii shahr-e-tamannaa na rahaa
zindagii teraa buraa ho ko.ii meraa na rahaa
Zaheer Ahmad
Ghazal
aatish-e-ranj-o-alam sail-e-balaa saamne hai
paikar-e-KHaak me.n hone kii sazaa saamne hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
is qadar Dar ga.e kuchh shorish-e-ayyaam se log
ab to bas ghar se nikalte hai.n kisii kaam se log
Zaheer Ahmad
Ghazal
apnii qurbat ke sab aasaar bhii lete jaanaa
ab jo jaa.o dar-o-diivaar bhii lete jaanaa
Zaheer Ahmad
Ghazal
be-Garaz karte raho kaam mohabbat vaale
KHud mohabbat kaa hai.n in'aam mohabbat vaale