SEARCH RESULTS
Showing search results for "amii.n"
Ghazal MATCHES FOR "amii.n"
Ghazal
kaalii raato.n ko bhii ra.ngiin kahaa hai mai.n ne
terii har baat pe aamiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
ham ahl-e-dil hai.n mohabbat kii nisbato.n ke amiin
hamaare paas zamiino.n kaa goshvaara nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
amiin-e-raaz hai mardaan-e-hur kii darveshii
ki jibra.iil se hai us ko nisbat-e-KHveshii
Allama Iqbal
Ghazal
umr-bhar ishq kisii taur na kam ho aamiin
dil ko har roz ataa ne.amat-e-Gam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
KHabar to duur amiin-e-KHabar nahii.n aa.e
bahut dino.n se vo lashkar idhar nahii.n aa.e
Aashufta Changezi
Ghazal
kaun utartii cha.Dhtii saa.nso.n kaa amii.n
saaya-e-diivaar se lipTaa huu.n mai.n
Aashufta Changezi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
guzishta rut kaa amii.n huu.n na.e makaan me.n bhii
puraanii ii.nT se ta.amiir kartaa rahtaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
Gulshan Bayabani
Ghazal
ko.nple.n phuuT pa.Dii.n dast-e-du.aa se mere
dam-e-aamiin jo me.n diida-e-tar par rakkhaa
Abbas Tabish
Ghazal
zeb us ko ye aashob-e-gadaa.ii nahii.n detaa
dil mashvara-e-naasiya-saa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
jin buzurgo.n kii viraasat ke amii.n hai.n ham log
un kii qabro.n ne kabhii shahr badalne na diyaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
yaa rab giraa aduu pe 'amaanat' ke tuu vo barq
do Tuk.De jis se shahpar-e-ruuhul-amii.n hu.aa