SEARCH RESULTS
Showing search results for "amooor"
Ghazal MATCHES FOR "amooor"
Ghazal
umuur-e-dil me.n kisii tiisre kaa daKHl nahii.n
yahaa.n faqat tirii chaltii hai yaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kyaa tujhe ma.aluum hai dair-o-haram kii ek raah
but-parastii us jagah aur is jagah hai yak umuur
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
udhar jhukaa.o to hotaa hai jaa ke barso.n me.n
hai jin umuur me.n tum ko abhii se dilchaspii
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
umuur-e-saltanat takraar-e-aadaab-e-shahanshaahii
murassaa KHvaab-gaahe.n masnade.n daalaan the lekin
Sarwar Arman
Ghazal
umuur-e-KHair me.n kuchh ehtimaam ho na sakaa
maal nek ho jis kaa vo kaam ho na sakaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Anas Nabeel
Ghazal
sunaa hai KHaas ta'alluq hai KHaarjiyat kaa
hamaarii zaat ke kuchh daaKHlii umuur se bhii
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
umuur-e-roz-o-shab se KHaas dilchaspii nahii.n hai
umuur-e-'ishq me.n lekin sharaakat chaahtaa huu.n