SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaam-e-soz-e-Gam"
Ghazal MATCHES FOR "anjaam-e-soz-e-Gam"
Ghazal
zaraa Thahr ki ab anjaam-e-soz-e-Gam hai qariib
charaaG-e-ziist bha.Dakne ko hai bujhaa.e jaa
Fani Badayuni
Ghazal
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uTThii hai sham-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
soz-e-Gam-e-firaaq se dil ko bachaa.e kaun
zaalim tirii lagaa.ii hu.ii ko bujhaa.e kaun
Qamar Jalalvi
Ghazal
merii mataa' soz-e-Gam-e-dil nahii.n rahaa
mai.n rozgaar-e-shauq ke qaabil nahii.n rahaa
Tabish Dehlvi
Ghazal
zau-fishaa.n siine me.n soz-e-Gam-e-pinhaa.n niklaa
dil kaa har daaG charaaG-e-tah-e-daamaa.n niklaa
Afqar Mohani
Ghazal
dil ko nasiib soz-e-Gam-e-gulsitaa.n kahaa.n
hotaa to aaj hotaa ye dard-e-nihaa.n kahaa.n
Shanti Lal Malhotra
Ghazal
soz-e-Gam-e-firaaq jalaa.e to kyaa karuu.n
dar-parda ko.ii aag lagaa.e to kyaa karuu.n
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
soz-e-Gam bhii nahii.n fuGaa.n bhii nahii.n
jal bujhii aag ab dhu.aa.n bhii nahii.n
Suroor Barabankvi
Ghazal
soz-e-Gam de ke mujhe us ne ye irshaad kiyaa
jaa tujhe kashmakash-e-dahr se aazaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
Abrar Nghmi
Ghazal
hai soz-e-Gam ko garmii-e-baazaar kii talaash
is jins ko hai apne KHariidaar kii talaash
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
Mahmood Rampuri
Ghazal
soz-e-Gam ahl-e-mohabbat ko KHudaa baKHshe hai
ye vo marham hai jo zaKHmo.n ko shifaa baKHshe hai
Shadan Badayuni
Ghazal
soz-e-Gam ranj-o-alam had se sivaa dete hai.n
vo bhii kyaa KHuub mohabbat kaa sila dete hai.n