SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjeer"
Ghazal MATCHES FOR "anjeer"
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
injiir o shiir baa.nTtaa phirtaa hai shahr me.n
kal tak jo merii naan-e-javii.n kaa shariik thaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
isii ke baaG se dil shaad ho ke khaate hai.n
chhuhaare kishmish o injiir o pista o baadaam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shifaa kaa naam bhii zaituun se hu.aa mansuub
vafaa kaa shahd bhii injiir se nikal aayaa
Noor Amrohvi
Ghazal
bulaate the hame.n injiir aur zaituun ke phal
magar vaadii me.n jaane kaa ko.ii rasta nahii.n thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
tauret kii qasam qasam injiil kii tujhe
tujh ko qasam zabuur kii furqaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
injiil-e-raftagaa.n kii hadiiso.n ke saath huu.n
iisaa-nafas huu.n aur saliibo.n ke saath huu.n
Naseer Turabi
Ghazal
mere lafzo.n ko bhii dete hai.n vo aayaat-e-shifaa
haa.n vahii hurmat-e-injiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n ne pa.Dhaa thaa chaa.nd ko injiil kii tarah
aur chaa.ndnii saliib pe aa kar laTak ga.ii
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
pesh-biinii hai ye ilhaam ke aa.iine kii
aks qur.aan kaa injiil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
aajir se jo ujrat hame.n pahu.nchii yahii pahu.nchii
jab qasr giraa thaa tah-e-diivaar the ham bhii
Akhtar Usman
Ghazal
kise bataa.e.n ki shaaKH-e-saliib kaun sii hai
ye paat paat ko injiil karne vaale log