SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjum"
Ghazal MATCHES FOR "anjum"
Ghazal
milnaa thaa ittifaaq bichha.Dnaa nasiib thaa
vo utnii duur ho gayaa jitnaa qariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
kab tak rahe mahkuumi-e-anjum me.n mirii KHaak
yaa mai.n nahii.n yaa gardish-e-aflaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
'anjum' tumhaaraa shahr jidhar hai usii taraf
ik rail jaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
vahshat kaa sabab rauzan-e-zindaa.n to nahii.n hai
mehr o mah o anjum ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bazm-e-anjum me.n qabaa KHaak kii pahnii mai.n ne
aur mirii saarii faziilat isii poshaak se hai
Parveen Shakir
Ghazal
sham-e-nazar KHayaal ke anjum jigar ke daaG
jitne charaaG hai.n tirii mahfil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jin ke aa.ngan me.n amiirii kaa shajar lagtaa hai
un kaa har aib zamaane ko hunar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
'anjum' pe ha.ns rahaa hai to ha.nstaa rahe jahaa.n
mai.n be-vaquufiyo.n kaa buraa maantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
tire maqaam ko anjum-shanaas kyaa jaane
ki KHaak-e-zinda hai tuu taaba-e-sitaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
zindagii to kisii rahzan kii tarah thii 'anjum'
maut rahbar kii tarah raah dikhaane aa.ii
Anjum Rehbar
Ghazal
ye falak ye māh-o-anjum ye zamīn ye zamāna
tire husn kī hikāyat mire ishq kā fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
shab hu.ii phir anjum-e-raKHshanda kaa manzar khulaa
is takalluf se ki goyaa but-kade kaa dar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
rahtii hai 'anjum' ek zamaane se guftuguu
karte nahii.n kalaam ba-zaahir kisii se ham