SEARCH RESULTS
Showing search results for "antar-aatmaa"
Ghazal MATCHES FOR "antar-aatmaa"
Ghazal
phir se a.ngaaro.n kaa mausam mire andar utraa
phir ba.Dhaa haath miraa la.al-o-gohar kii jaanib
Islam Uzma
Ghazal
'anvar' gunaahgaar o KHataa-vaar hii sahii
sar-taaba-paa ataa hii ataa ho ga.e ho tum
Anwar Sabri
Ghazal
ab hai ye aalam-e-maayuus-e-mohabbat 'anvar'
un ke jalvo.n se bhii aaraam nahii.n aataa hai
Anwar Sabri
Ghazal
mai.n e'tibaar kii duniyaa se kaT gayaa 'anvar'
kisii ke saath mai.n itnaa bhii kyo.n chalaa aaKHir
Munir Anwar
Ghazal
ye bhii saaqii kii nigaaho.n kaa karam hai 'anvar'
zikr sunte hii miraa vajd me.n jaam aataa hai
Anwar Sabri
Ghazal
Anwar Kamal Anwar
Ghazal
jaane vaale ko kahaa.n rok sakaa hai ko.ii
itnaa ranjiida bhalaa kis liye 'anvar' tuu hai
Noman Anwar
Ghazal
utar aataa hai KHuu.n aa.nkho.n me.n ab bhii
ga.e mausam me.n jab bhii jhaa.nktaa huu.n
Bismil Arifi
Ghazal
ilhaam kaa mausam utar aataa hai zamii.n par
bastii me.n agar ek suKHanvar nikal aa.e
Anjum Khaleeq
Ghazal
jab be-naqaab aa ga.e 'anvar' ko vo nazar
phir saamne se parda-e-dair-o-haram uThaa
Anwar Nizami Jabalpuri
Ghazal
KHud mirii chiiKH sunaa.ii nahii.n detii mujh ko
is tarah dil me.n ko.ii KHauf utar aataa hai
Rasool Saqi
Ghazal
mere aa.ngan kaa nayaa rang nazar aataa hai
shaam hotii hai to ik chaa.nd utar aataa hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
raat jo kuchh mujhe detii hai sahar se pahle
vaqt ke gahre samundar me.n utaar aataa huu.n
Ateequllah
Ghazal
KHushk aa.nkho.n me.n utar aataa hai baadal ban kar
dard ehsaas ko banjar nahii.n rahne detaa
Dwijendra Dwij
Ghazal
kuchh ruashnii-e-tab.a zaruurii hai vagarna
haatho.n me.n utar aataa hai ye sar kaa a.ndheraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
apne baatin me.n sameTe hu.e Dar aataa hai
ik parinda jo mire sar pe utar aataa hai