SEARCH RESULTS
Showing search results for "arabiyat"
Ghazal MATCHES FOR "arabiyat"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii bazm-aaraa.iyaa.n sun kar dil-e-ranjuur yaa.n
misl-e-naqsh-e-mudda.aa-e-Gair baiThaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
bhuul thii apnii farishta aadmii me.n Dhuu.nDnaa
aadmii me.n aadamiyyat hai chalo yuu.n hii sahii
Nida Fazli
Ghazal
ho gayaa apne pa.Dosii kaa pa.Dosii dushman
aadamiyyat bhii yahaa.n nazr-e-fasaadaat hu.ii
Manzar Bhopali
Ghazal
jamhuuriyat ke biich pha.nsii aqaliyat thaa dil
mauqa jise jidhar se milaa vaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
KHudaa kii shaan ki munkir hai.n aadamiyyat ke
KHud apnii suk.Dii hu.ii zaat ke sataa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kabhii kabhaar tire jism kaa akelaa-pan
mire KHayaal kii uryaaniyat ko Dhak jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sabaa qabiila-e-lailaa me.n u.D ga.ii ye KHabar
ki naaqa najd ke a.araabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo milegaa to shanaasaa.ii dilo.n tak hogii
ajnabiyyat to faqat saamne aane tak hai