SEARCH RESULTS
Showing search results for "arzaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "arzaa.ii"
Ghazal
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
suKHan-aaraa.ii kii suurat to nikal saktii hai
par ye chakkii kii mashaqqat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
ho naqsh agar baatil takraar se kyaa haasil
kyaa tujh ko KHush aatii hai aadam kii ye arzaanii
Allama Iqbal
Ghazal
tire KHayaal se lo de uThii hai tanhaa.ii
shab-e-firaaq hai yaa terii jalva-aaraa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
aashob-e-nazar se kii ham ne chaman-aaraa.ii
jo shai bhii nazar aa.ii gul-ra.ng nazar aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apnii tanhaa.ii bhii kuchh kam na thii masruuf 'vasiim'
is liye chho.D diyaa anjuman-aaraa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
is aalam-e-viiraa.n me.n kyaa anjuman-aaraa.ii
do roz kii mahfil hai ik 'umr kii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
KHuddaariyo.n ke KHuun ko arzaa.n na kar sake
ham apne jauharo.n ko numaayaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baaG kaa baaG lahuu rang hu.aa jaataa hai
vaqt masruuf hai kaisii chaman-aaraa.ii me.n