SEARCH RESULTS
Showing search results for "asar-daar"
Ghazal MATCHES FOR "asar-daar"
Ghazal
ma.abad-e-dil me.n parastaar-e-mohabbat huu.n 'asar'
ravish-e-kaafir-o-dii.n-daar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
Asar Lakhnavi
Ghazal
haqq-o-baatil kaa 'asar' miTne lagaa jab imtiyaaz
taaza hogaa qissa-e-daar-o-rasan samjhaa thaa mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
aap se 'asar' saahib lag rahaa hai Dar ham ko
aap bhii to lagte hai.n ek paarsaa jaise
Asar Ansari
Ghazal
Imdad Imam Asar
Ghazal
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
is darja asar-daar hai.n ash'aar Gazal ke
farzaane liye baiThe hai.n aKHbaar Gazal ke
Ekhlaq Ahmad Ekhlaq
Ghazal
ye junuu.n mujh pe lagaataar nahii.n rahtaa hai
hijr ab teraa asar-daar nahii.n rahtaa hai
Khalid Azad
Ghazal
vahii raaj karte hai.n sab ke dilo.n par
badan par ho.n jin ke asar-daar chehre
Hafiz Karnataki
Ghazal
jab se badle hai.n ye haalaat ke manzar mai.n ne
tab se ahbaab asar-daar samajhte hai.n mujhe
Aseem Amganvi
Ghazal
darvesh ko darpesh jo amboh-e-sagaa.n ho
aadaab-e-faqiirii ho.n asar-daar kahaa.n tak
Fakhar Lala
Ghazal
jin zabaano.n pe hai haq baat KHudaa-e-bartar
un zabaano.n ko asar-daar banaa detaa hai
Samar Koswi
Ghazal
zid par a.De hu.e hai.n ye dil bhii dimaaG bhii
ab dekhnaa hai in me.n asar-daar kaun hai
Govind Gulshan
Ghazal
mai.n haath se phir zahr bhii khaa luu.ngaa tumhaare
gar vo bhii asar-daar tumhaarii hii tarah ho
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
kah to diyaa hai tuu ne mai.n rah luu.ngii tire bin
par tujh pe tiraa jumla asar-daar to hogaa