SEARCH RESULTS
Showing search results for "asas"
Ghazal MATCHES FOR "asas"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
vo ik nazar se mujhe be-asaas kar degaa
mire yaqiin ko meraa qayaas kar degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jis pe rakhnaa thii mujhe apnii asaas-e-hastii
apnii qismat me.n 'munavvar' vahii ik pal na hu.aa
Munawwar Hashmi
Ghazal
ye tishnagii to milii hai hame.n viraasat me.n
hamaare vaaste dariyaa ko.ii udaas na ho
Tahir Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
har ek gaam pe raushan hu.aa KHudaa kaa gumaa.n
isii gumaa.n pe yaqii.n kii asaas rakhte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
lagaa rahe hai.n na.e zaa.eqo.n ke zaKHm abhii
asaas-e-fikr na tarz-e-bayaa.n banaate hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
mohabbato.n me.n bahut ras bhii hai miThaas bhii hai
hamaare jiine kii bas ik yahii asaas bhii hai
Akhtar Amaan
Ghazal
har raat machaate phire.n hai.n shauq se dhuume.n
ye mast-e-mai-e-ishq hai.n kab KHauf-e-asas me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kabhii to mujh ko bhii ehsaas-e-aashnaa.ii de
vo raushnii jo kaf-e-gul pe jaa nikaltii hai