SEARCH RESULTS
Showing search results for "asbiyat"
Ghazal MATCHES FOR "asbiyat"
Ghazal
subaa.ii asbiyat ne khilaa.e kuchh aise gul
ab bhaa.ii bhaa.ii kaa bhii sahaaraa nahii.n rahaa
Ghazal Ansari
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ham dohrii aziyyat ke giraftaar musaafir
paa.nv bhii hai.n shal shauq-e-safar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
aap kahiye to nibhaate chale jaa.e.nge magar
is ta'alluq me.n aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai