SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "ashiyaa"
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
log ashiyaa kii tarah bik ga.e ashiyaa ke liye
sar-e-baazaar tamaashe nazar aa.e kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
qariib-o-duur se bejo.D aks ashiyaa ke
talaash karte hai.n aur daastaa.n banaate hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
ashiyaa kii lazzato.n me.n aTaktaa hu.aa badan
aur ruuh kaa khi.nchaav hai ban-baas kii taraf
Adil Mansuri
Ghazal
ab tak tamaam fikr o nazar par muhiit hai
shakl-e-sifaat maani-e-ashiyaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
Rafiq Sandelvi
Ghazal
jism kii nashv-o-numaa suurat-e-ashiyaa-e-zamii.n
ruu-e-KHuubaa.n falakiyyaat me.n aa jaataa hai
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
qadr-o-qiimat me.n izaafe kii talab thii jin ko
vahii masruur hai.n ashiyaa kii giraanii kar ke
Rahat Hasan
Ghazal
uf vo atraaf me.n phailii hu.ii ashiyaa kaa hujuum
haa.e is shor me.n ik dil kaa dh.Daknaa kyaa thaa
Meer Ahmad Naved
Ghazal
kaun lagaa.e qadGan KHvaab me.n ashiyaa par
aa.ina haath milaa.e aks aavaaz kare
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
kyaa chaahtii hai niyyat-e-baazaar-e-zamaana
khi.nchte chale jaate hai.n jo ashiyaa kii taraf ham
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
hu.aa ki Dher sii ashiyaa se bhar gayaa daaman
ai kaash zarra-e-nekii bhii aT gayaa hotaa
Shamim Qasmi
Ghazal
Daalne do mujhe ashiyaa kii haqiiqat pe nazar
niist hotaa hai jo KHvaabo.n kaa nagar hone do
Shabnam Shakeel
Ghazal
KHaam ashiyaa kii tarah bikhraa pa.Daa hai sar-e-raah
zer-e-ta.amiir tamaashaa hai imaarat us kii
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n