SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashtray"
Ghazal MATCHES FOR "ashtray"
Ghazal
mai.n bujhii mahfilo.n kii ashtray kii ik pyaas
raakh ban kar mire ho.nTo.n pe baras jaa.egaa tuu
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gamza nahii.n hotaa ki ishaaraa nahii.n hotaa
aa.nkh un se jo miltii hai to kyaa kyaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaun rakhtaa hai a.ndhere me.n diyaa aa.nkh me.n KHvaab
terii jaanib hii tire log ishaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zaKHm aa.nkho.n ke bhii sahte the kabhii dil vaale
ab to abruu kaa ishaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
aap kii chashm-e-karam kaa jo ishaara hogaa
auj par mere muqaddar kaa sitaara hogaa