SEARCH RESULTS
Showing search results for "asiir-e-zabt"
Ghazal MATCHES FOR "asiir-e-zabt"
Ghazal
asiir-e-kashmakash-e-daur-e-pur-mehan me.n rahaa
vo aaftaab huu.n jo muddato.n gahan me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
bahaar-e-gulshan-e-hastii se ho ke begaana
asiir-e-daam-e-Gam-e-rozgaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
haTaa le dil ko agar 'zabt' ahl-e-duniyaa se
baraabar us kii nigaaho.n me.n KHair-o-shar ho jaa.e
Zabt Sitapuri
Ghazal
apne ruuThe ko manaanaa 'zabt' go aasaa.n nahii.n
hai taqaazaa-e-mohabbat le.n na ghabraane kaa naam
Zabt Sitapuri
Ghazal
nahii.n jo zabt kii taufiiq de KHudaa ke sivaa
ki laakh Gam bhii hai.n umr-e-gurez-paa ke sivaa
Zabt Ansari
Ghazal
'zabt' vo nudrat-e-guftaar milii hai mujh ko
shauq se suntaa hai aksar mirii taqriir ko.ii
Zabt Ansari
Ghazal
Zabt Sitapuri
Ghazal
hai 'zabt' 'aam hamaarii ye daavat-e-mashruut
agar zamiir ko apne jagaa sako to chalo
Zabt Ansari
Ghazal
mai.n 'zabt' sang-e-miil samajhtaa rahaa jise
vo shaKHs merii raah kaa patthar banaa rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
'aatish'-e-ishq na siine me.n agar tez hu.ii
sard aaho.n kaa bhalaa 'zabt' asar kyaa hogaa
Zabt Sitapuri
Ghazal
kyaa puuchhte ho 'zabt' kaa maskan bataa.e.n kyaa
hai ik hariim-e-naaz me.n kaashaana aaj-kal
Zabt Sitapuri
Ghazal
'zabt' ab kuchh hai umiid-e-irtiqaa-e-zindagii
dil me.n aataa hai nazar phir rang-e-mai-KHaana mujhe
Zabt Sitapuri
Ghazal
zabaan-e-'zabt' ne urdu zabaa.n me.n
gul-e-sad-barg mahkaayaa hu.aa hai
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
aate hai.n zabt kii pursish ke liye vo shaayad
phir se jumbish me.n miraa zauq-e-tamaashaa.ii hai