SEARCH RESULTS
Showing search results for "asraar"
Ghazal MATCHES FOR "asraar"
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n to yuu.n chup huu.n ki andar se bahut KHaalii huu.n
aur ye log pur-asraar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
KHvaab kii taabiir par israar hai jin ko abhii
pahle un ko KHvaab se bedaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n khul ga.e logo.n pe mirii zaat ke asraar
ai kaash ki hotii mirii gahraa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
nazre.n jalaa ke dekh manaazir kii aag me.n
asraar-e-kaa.enaat se parda na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
ho ke israar-e-Gam-e-taazaa se majbuur-e-fuGaa.n
chashm ko ashk-e-tar imdaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
is rishta-e-latiif ke asraar kyaa khule.n
tuu saamne thaa aur tasavvur KHudaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
KHush-buu kahii.n na jaa.e pa israar hai bahut
aur ye bhii aarzuu ki zaraa zulf kholiye
Parveen Shakir
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaise us shaKHs se taabiir pe israar kare.n
jo hame.n KHvaab dikhaanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
ai haqiiqat ko faqat KHvaab samajhne vaale
tuu kabhii saahab-e-asraar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sab raaz ta.ashshuq'' se bayaa.n hote the dil ke
pahle tire ik mahram-e-asraar hamii.n the