SEARCH RESULTS
Showing search results for "asraar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asraar"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
PAGE MATCHES FOR "asraar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "asraar"
Ghazal
mai.n to yuu.n chup huu.n ki andar se bahut KHaalii huu.n
aur ye log pur-asraar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
KHvaab kii taabiir par israar hai jin ko abhii
pahle un ko KHvaab se bedaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
btaa mujh ko asraar-e-marg-o-hayaat
ki terii nigaaho.n me.n hai kaa.enaat
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n khul ga.e logo.n pe mirii zaat ke asraar
ai kaash ki hotii mirii gahraa.ii zaraa aur