SEARCH RESULTS
Showing search results for "ast"
Ghazal MATCHES FOR "ast"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa jaa.e aise jiine se apnaa to jii ba-ta.ng
jiitaa rahegaa kab talak ai KHizr mar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ast hotaa jaa rahaa hai ek suuraj us taraf
is taraf vo dikh rahaa hai phir uday hote hu.e
Ain Irfan
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ro diyaa sachche ne jhuuTe ke huzuur
jo sahiih dar-ast thaa Thahraa Galat
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
har harf-e-aarzuu pe kare thaa vo yaar bahs
ek ek baat par thii use shab hazaar bahs
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
ye ishq-vishq kaavish-e-be-suud hai ai dost
aisii hai ye KHushii ki jo mahduud hai ai dost
Manzar Suhai
Ghazal
mai.n shaaKH-e-sanobar pe mahak ka mutalaashii
ai-vaa.e bahaare agar iin ast bahaare