SEARCH RESULTS
Showing search results for "atariya"
Ghazal MATCHES FOR "atariya"
Ghazal
hame.n tumhaarii aTariyaa kii chhaa.nv kaafii hai
sabhii ke sab hai.n hamaare to bas miyaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
mai.n ne jis lamhe ko puujaa hai use bas ik baar
KHvaab ban kar tirii aa.nkho.n me.n utartaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tum aa ga.e ho to kuchh chaa.ndnii sii baate.n ho.n
zamii.n pe chaa.nd kahaa.n roz roz utartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
hamaaraa alamiya ye thaa ki ham-safar bhii hame.n
vahii mile jo bahut yaad aane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ujaa.D ban me.n utartaa hai ek jugnuu bhii
havaa ke saath ko.ii ham-safar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
tum ne jab zulf-e-pareshaa.n ko sa.nvaaraa hogaa
sadqa-e-husn ghaTaa.o.n ne utaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa