SEARCH RESULTS
Showing search results for "atash"
Ghazal MATCHES FOR "atash"
Ghazal
tere dil-tafta kii turbat pe aduu jhuuTaa hai
gul na ho.nge sharar-e-aatash-e-sozaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Saleem Siddiqui
Ghazal
balaa se kam na ho girye se meraa soz-e-jigar
bujhaa par un kii zaraa aatash-e-itaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
uTh rahii hai merii miTTii se sadaa-e-al-atash
KHaalii mashkiiza liye apnaa ghaTaa KHaamosh hai
Ameer Imam
Ghazal
vahii be-baakii-e-ushshaaq hai darkaar ab bhii
hai vahii silsila-e-aatash-o-gulzaar ab bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
nigaah-e-taa.ir-e-zindaa.n uThii thii ghar kii taraf
ki soz-e-aatash-e-giryaa.n se daaG jalne lage
Farhan Salim
Ghazal
pata raqiib kaa de jaam-e-jam to kyaa hogaa
vo phir uThaa.e.nge jhuuTii qasam to kyaa hogaa
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
atash atash kii sadaa.e.n uThii samundar se
to dasht-e-pyaas ke chashme kahaa.n lagaa.e.nge
Ghufran Amjad
Ghazal
bekalii kaa gumaa.n 'atash' thaa magar
ye na samjhaa thaa is qadar hogii
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
aatash-bajaa.n hai barq-e-tapaa.n kis ke vaaste
ham aashiyaa.n banaa.e.n ye hasrat nahii.n rahii
Sabir Abuhari
Ghazal
jaada-e-umr 'atash' paa.nv kii gardish Thahrii
dasht simTaa na kabhii daaman-e-sahraa guzraa
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
maahii-e-be-aab saa betaab hai saaraa zamaana
aur mai.n shaadaab huu.n aatash-bajaa.n hote hu.e bhii
Khursheed Akbar
Ghazal
kashtii-e-ziist khe rahe hai.n 'atash'
bahr kaar-e-muhaal me.n gum hai.n
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
phirtaa huu.n sahn-e-dasht me.n aatash-bajaa.n magar
mujh pe rahaa zavaal tirii aag se pare
Muneer Jafri
Ghazal
din bhar kii 'atash' dhuup ko daaman me.n sameTe
mai.n shaam ke suuraj kii tarah Duub rahaa huu.n
Khawaja Reazuddin Atash
Ghazal
ai barq kab se ik nazar-e-garm ke liye
aatash-bajaa.n hai dasht me.n tinkaa giyaah kaa