SEARCH RESULTS
Showing search results for "atash"
Nazm MATCHES FOR "atash"
Nazm
baghawat-e-nafs
siina-e-aatash-fishaa.n kii tarah garmii se ubal
chal mire dil raasta KHushiyo.n kaa dekh
Meeraji
Nazm
waqt ka nauha
nizaam-saqqaa pyaas kii ok ke saamne
sabiil lagaa.e hu.e al-atash baa.nTtaa hai
Sarwat Zehra
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ahd-e-nau barq hai aatish-zan-e-har-KHirman hai
aiman is se ko.ii sahraa na ko.ii gulshan hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
vo barq lahar bujhaa dii ga.ii hai jis kii tapish
vajuud-e-KHaak me.n aatish-fishaa.n jagaatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
laala-e-afsurda ko aatish-qabaa kartii hai ye
be-zabaa.n taa.ir ko sarmast-e-navaa kartii hai ye
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
KHud to vo aatish-e-jazbaat me.n jal jaa.egii
aur duniyaa ko is anjaam pe ta.Dpaa.egii
Noon Meem Rashid
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai