SEARCH RESULTS
Showing search results for "avval"
Ghazal MATCHES FOR "avval"
Ghazal
avval avval kii mohabbat ke nashe yaad to kar
be-piye bhii tiraa chehra thaa gulistaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
ahvaal-e-mohabbat me.n kuchh farq nahii.n aisaa
soz o tab-o-taab avval soz o tab-o-taab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
hai.n daur-e-jaam-e-avval-e-shab me.n KHudii se duur
hotii hai aaj dekhiye ham ko sahar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ek tasviir ki avval nahii.n dekhii jaatii
dekh bhii luu.n to musalsal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
merii qismat me.n faqat durd-e-tah-e-saaGar hii hai
avval-e-shab jaam merii samt vo laayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
avval avval to na the vaaqif-e-aadaab-e-qafas
aur ab rasm-o-rah-e-ahl-e-chaman yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
avval avval to bas ek aah nikal jaatii thii
aaKHir aaKHir to mulaaqaat pe ronaa aayaa