SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "ayaa.n"
Ghazal
zabt sailaab-e-mohabbat ko kahaa.n tak roke
dil me.n jo baat ho aa.nkho.n se ayaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Gazab kaa husn hai aaraa.ishe.n qayaamat kii
ayaa.n hai qudrat-e-parvardigaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye ayaa.n jo aab-e-hayaat hai ise kyaa karuu.n
ki nihaa.n jo zahr ke jaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
mujh par mire vajuud kaa har naqs hai ayaa.n
KHud ek aa.ina huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kis par poshiida aur kis pe ayaa.n honaa thaa
kaun huu.n mai.n mujh ko is vaqt kahaa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
haqiiqat dikhaataa thaa ishq-e-majaazii
nihaa.n jis ko samjhe hu.e the ayaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
lahuu lahuu ke sivaa kuchh na dekh paa.oge
hamaare naqsh-e-qadam is qadar ayaa.n ho.nge
Ibrahim Ashk
Ghazal
vo mai jis ko sab bechte hai.n chhupaa kar
mai.n us mai ko yaaro 'ayaa.n bechtaa huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
چمک تيري عياں بجلي ميں ، آتش ميں ، شرارے ميں
جھلک تيري ہويدا چاند ميں ،سورج ميں ، تارے ميں
Allama Iqbal
Ghazal
ye soz-o-saaz-e-nihaa.n thaa vo soz-o-saaz-e-ayaa.n
visaal-o-hijr me.n bas farq thaa to itnaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
zulf-o-ruu-e-yaar se naira.ng-e-qudrat hai ayaa.n
mahr ke panje me.n hai daaman shab-e-diijuur kaa