SEARCH RESULTS
Showing search results for "azkaar"
Ghazal MATCHES FOR "azkaar"
Ghazal
chashm o ruKHsaar ke azkaar ko jaarii rakkho
pyaar ke naame ko doharaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
baate.n karo nigaar o bahaar o sharaab kii
azkaar-e-shar-o-dii.n na karo ham nashe me.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
nasl-e-nau ke hai.n na.e shuGl, na.ii hii tahziib
bazm-e-imroz me.n azkaar-e-butaa.n hote hai.n
Quaiser Khalid
Ghazal
har sitam lutf hai dil KHuugar-e-aazaar kahaa.n
sach kahaa tum ne mujhe Gam se sarokaar kahaa.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vahii azkaar-e-havaadis vahii Gam ke qisse
'abr' kyaa is ke sivaa hai tire afsaano.n me.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
sunte hai.n ki hai naza.a me.n diidaar kaa vaa'da
dil maut ke azkaar se masruur bahut hai
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
mere azkaar kaa rishta tirii aavaaz se hai
mere gahno.n ke liye apnaa tarannum rakhnaa
Qamar Iqbal
Ghazal
ashT kaa ashlok ik raahib ne but-KHaane ke biich
mujh ko batlaayaa ki bhuulaa Gair zikr-azkaar tak
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
chaahaa yahii thaa 'miir' kaa aazaar khii.nchtii
sahraa me.n apne vaaste diivaar khii.nchtii
Rashida Maheen Malik
Ghazal
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
ishq hai to ishq kaa iz.haar honaa chaahiye
aap ko chehre se bhii biimaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ishq aaGaaz me.n halkii sii KHalish rakhtaa hai
baad me.n saik.Do.n aazaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHaamushii achchhii nahii.n inkaar honaa chaahiye
ye tamaashaa ab sar-e-baazaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to mu.aanii ne baGaavat kar dii