SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-adab"
Ghazal MATCHES FOR "baa-adab"
Ghazal
baa-adab qiimtii saamaan me.n rakkhaa jaa.e
us kaa KHat reshmii juzdaan me.n rakkhaa jaa.e
Samar Khanabadosh
Ghazal
Sarfaraz Syed
Ghazal
mai.n 'musaafir' huu.n mujhe chalnaa hii hai
baa-adab chhaale na pho.Daa kiijiye
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tumhaare saamne rahtii hai.n niim-vaa hamdam
Hayaa-shanaas bahut hai.n ye baa-adab aa.nkhe.n
Indira Varma
Ghazal
paho.nche ba-adab baargah-e-naaz me.n terii
naale mire Takraa ke mu.azzin kii azaa.n se
Bismil Azimabadi
Ghazal
ye raah-e-shauq hai kuchh ehtiyaat hai laazim
'zakii' sabaa bhii yahaa.n baa-adab guzartii hai
Zaki Tariq
Ghazal
aa.nkh par na rakhte the kal kisii ko lekin ab
mausamo.n ke aage hai.n kaise baa-adab chehre
Parwez Rahmani
Ghazal
ab is se pahle ki rusvaa.ii apne ghar aatii
tumhaare shahr se ham baa-adab nikal aa.e
Moid Rasheedi
Ghazal
hamd likhne ko qalam jab bhii uThaa.ii hai 'shikhaa'
lafz saare baa-adab baa.nhe.n pasaare aa ga.e
Dipishikha Sagar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gul-ruu ke qad muqaabil ho baa-adab kha.Daa hai
shamshaad hai chaman me.n us kaa Gulaam goyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vo terii nii.nd thii jo be-KHabar rahii shab bhar
vo mere KHvaab the jo baa-adab nikal aa.e
Moid Rasheedi
Ghazal
jab sunaa.ii aap ne to baa-adab sun lii Gazal
aur jab koshaa.n hu.aa to be-dha.Dak kah dii Gazal