SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa.nTii"
Ghazal MATCHES FOR "baa.nTii"
Ghazal
bebasii bhii kabhii qurbat kaa sabab bantii hai
ro na paa.e.n to gale yaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aataa nahii.n hai vo to kisii Dhab se daav me.n
bantii nahii.n hai milne kii us ke ko.ii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
zindagii ek sulagtii sii chitaa hai 'saahir'
sho.ala bantii hai na ye bujh ke dhu.aa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
har chand ho mushaahida-e-haq kii guftuguu
bantii nahii.n hai baada-o-saaGar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
Sarshar Sailani
Ghazal
us bazm me.n mujhe nahii.n bantii hayaa kiye
baiThaa rahaa agarche ishaare hu.aa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil me.n tire KHayaal kii bantii hai ik dhanak
suuraj saa aa.ine se guzartaa dikhaa.ii de
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
sunaa hai aage kahii.n samte.n baa.nTii jaatii hai.n
tum apnii raah chuno saath chal na paa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
chand lamho.n ko hii bantii hai.n musavvir aa.nkhe.n
zindagii roz to tasviir banaane se rahii
Nida Fazli
Ghazal
samjhaate qabl-e-ishq to mumkin thaa bantii baat
naaseh Gariib ab hame.n samjhaane aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
dar o diivaar pe chehre se ubhar aate hai.n
jism bantii hu.ii tanhaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
ek baat aur pate kii mai.n bataa.uu.n tujh ko
aaKHirat bantii chalii jaa.egii duniyaa na banaa
Wasi Shah
Ghazal
zer-o-bam se saaz-e-KHilqat ke jahaa.n bantaa gayaa
ye zamii.n bantii ga.ii ye aasmaa.n bantaa gayaa