SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-zabt-e-ashk"
Ghazal MATCHES FOR "baad-e-zabt-e-ashk"
Ghazal
yuu.n baad-e-zabt-e-ashk phiruu.n gird yaar ke
paanii piye kisuu pe ko.ii jaise vaar ke
Mirza Ghalib
Ghazal
naakaam merii koshish-e-zabt-e-alam nahii.n
yuu.n mutma.in huu.n jaise mujhe ko.ii Gam nahii.n
Rahi Shahabi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
soz-e-dil ba.Dhne na paa.e aa.nkh tak ai zabt-e-Gam
aag bha.Dkaa degaa ye is KHaana-e-KHas-posh me.n
Aiman Amritsari
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Ghulam Mustafa Beg Sabir Barari
Ghazal
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
mai.n raaz-e-Gam-e-ishq se begaana nahii.n huu.n
diivaana mujhe kahte hai.n diivaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
'aatish'-e-ishq na siine me.n agar tez hu.ii
sard aaho.n kaa bhalaa 'zabt' asar kyaa hogaa
Zabt Sitapuri
Ghazal
Zabt Ansari
Ghazal
KHuluus-e-ishq kii mahruumiyaa.n ma.aaz-allaah
mai.n umr bhar tahii-daaman bhare chaman me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
sham.a-ruu.o.n se nahii.n umiid-e-daad-e-soz-e-ishq
ye Ganiimat hai samajh le.n apnaa parvaana mujhe
Zabt Sitapuri
Ghazal
buto.n ke ishq me.n barbaad ho ga.e lekin
jahaan-e-'ishq kii ik yaadgaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
haTaa le dil ko agar 'zabt' ahl-e-duniyaa se
baraabar us kii nigaaho.n me.n KHair-o-shar ho jaa.e