SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadbaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "baadbaa.n"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hairat se dekhtaa hai samundar mirii taraf
kashtii me.n ko.ii baat hai yaa baadbaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
vahii.n pahu.nch ke giraa.e.nge baadbaa.n ab to
vo duur ko.ii jaziira dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
vo kashtiyaa.n mirii patvaar jin ke TuuT ga.e
vo baadbaa.n jo taraste rahe havaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
nikal gayaa kahii.n an-dekhe paaniyo.n kii taraf
zamii.n ke naam khulaa baadbaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
thake-haare hu.e suuraj kii bhiigii raushnii me.n
havaa.o.n se ulajhtaa baadbaa.n kaisaa lagegaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Shahryar
Ghazal
puuchho samundaro.n se kabhii KHaak kaa pata
dekho havaa kaa naqsh kabhii baadbaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
havaa ke zor se jab baadbaan phaTne lage
musaafir apne KHudaa.o.n ke naam raTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
jaage.n to aas-paas kinaaraa dikhaa.ii de
dariyaa ho pur-sukuun khulaa baadbaa.n bhii ho
Mohammad Alvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
isii mausam kii tamannaa thii ka.ii barso.n se
baadbaa.n kholne the aur giraa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ye marhale hai.n ajab is liye samundar se
hu.aa ko thaam ke mil baadbaa.n sambhaal ke mil
Farhat Abbas Shah
Ghazal
sabhii ko paar utarne kii justujuu lekin
na baadbaa.n na samundar na kashtiyaa.n apnii