SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaham"
Ghazal MATCHES FOR "baaham"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
judaa the ham to mayassar thii.n qurbate.n kitnii
baham hu.e to pa.Dii hai.n judaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
diida o dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam-e-firaaq
saaz-o-saamaan baham pahu.nchaa hai rusvaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sham o parvaana na mahfil me.n ho.n baaham zinhaar
sham.a-ruu ne mujhe bheje hai.n ye parvaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
go sab ko baham saaGar o baada to nahii.n thaa
ye shahr udaas itnaa ziyaada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ishq KHud apne raqiibo.n ko baham kartaa hai
ham jise pyaar kare.n jaan-e-zamaana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lafz-o-ma'aanii kaa baham kyuu.n hai suKHan
kis zamaane me.n thii.n in me.n yaariyaa.n