SEARCH RESULTS
Showing search results for "baanaat"
Ghazal MATCHES FOR "baanaat"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
guftuguu der se jaarii hai natiije ke baGair
ik na.ii baat nikal aatii hai har baat ke saath
Aitbar Sajid
Ghazal
lab-kushaa.ii pe khulaa us ke suKHan se iflaas
kitnaa aaraasta vo atlas-o-baanaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
dard-e-dil ishq me.n hai kaahe se sekuu.n mai.n 'zariif'
na falaaliin hii miltii hai na baanaat mujhe
Zareef Lakhnavi
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ek hii haadsa to hai aur vo ye ki aaj tak
baat nahii.n kahii ga.ii baat nahii.n sunii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.nd kii
chaa.nd bhii ain chait kaa us pe tiraa jamaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai