SEARCH RESULTS
Showing search results for "baarah"
Ghazal MATCHES FOR "baarah"
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
rahmat-e-haq se jo is samt kabhii raah mile
suu-e-jannat bhii ba-raah-e-rah-e-jaanaa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gam se ab hogii baraah-e-raast merii guftuguu
dosto tiimaar-daaro Gam-gusaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
ba-raah-e-raast ko.ii farz adaa nahii.n hotaa
vahii sifaarishe.n sun.naa sifaarishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai umr merii biis baras aur us me.n se
lag-bhag mai.n baarah terah baras chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
mujh ko baraah-e-raast ko.ii tajraba nahii.n
in gul-ruKHo.n me.n kahte hai.n buu-e-vafaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
baraah-e-raast na chhuunaa kabhii vo sho.ala-e-tuur
zaraa zaraa saa use isti.aara kar ke laa.o
Farhat Ehsas
Ghazal
diida-o-dil hai.n kab se chashm-ba-raah
ko.ii uftaad-e-naa-gahaa.n bhii nahii.n
Suroor Barabankvi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
tujh se miraa mu'aamla hotaa ba-raah-e-raast
ye 'ishq darmiyaan na hotaa to Thiik thaa