SEARCH RESULTS
Showing search results for "baarish-e-ilhaam"
Ghazal MATCHES FOR "baarish-e-ilhaam"
Ghazal
daaman-e-dil pe nahii.n baarish-e-ilhaam abhii
ishq naa-puKHta abhii jazb-e-daruu.n KHaam abhii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
khol ke zulf-e-siyah-faam chalo raqs kare.n
ho rahii baarish-e-ilhaam chalo raqs kare.n
Areeb Usmani
Ghazal
takte hai.n farsh-e-nutq se 'arsh-e-KHayaal ko
muddat hu.ii ki baarish-e-ilhaam bhii nahii.n
Riasath Ali Asrar
Ghazal
gulshan-e-fikr pe 'anvar' hai giraa.n-baar mizaaj
sher kii baarish-e-ilhaam ilaahii tauba
Anwar Sabri
Ghazal
raat-bhar baarish-e-ilhaam rahii hai dil par
sub.h tak abr-guhar-baar ne sone na diyaa
Lais Quraishi
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hariim-e-naaz pe vo rang-o-nuur kii baarish
hariim-e-naaz me.n kyaa thaa ye phir kahaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn-e-Insha
Ghazal
saf-e-avval me.n hai.n masnuu'ii shaa'ir
kha.De hai.n saahab-e-ilhaam piichhe
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
zehn KHaaliq hai KHayaalaat kaa tasliim magar
zehn par suurat-e-ilhaam utarte hai.n KHayaal
Yusuf Qamar
Ghazal
is zamaane me.n bhii ilhaam hai 'manzuur' kaa sher
mai.n kisii daur me.n hasrat-kash-e-ilhaam na thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aflaak ke saa.e tale aisaa bhii hai ko.ii
jo said-e-zabuu.n maaya-e-aalaam nahii.n hai