SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "bachaa.ii"
Ghazal
aur kyaa nazr karuu.n ai Gam-e-dildaar-e-faraaz
zindagii jo Gam-e-duniyaa se bachaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
mumkin hai tiir-e-naaz se dil ko bachaa bhii luu.n
lekin nazar kii choT bachaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Shahryar
Ghazal
sub.h-e-ummiid kii ik sham' jalaa.ii ga.ii thii
is tarah mamlikat-e-jism bachaa.ii ga.ii thii
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
meraa difaa.a meraa hunar le gayaa ko.ii
dastaar jab bachaa.ii to sar le gayaa ko.ii
Sultan Akhtar
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Ahmer Jalesari
Ghazal
tasadduq zindagii faaqo.n pe us ke ahd-e-haazir me.n
ki jis ne jaan de kar aabruu apnii bachaa.ii hai
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
dil ne abhii bichaa.ii hai jaa-e-namaaz-e-ishq
luknat-zada zabaa.n kii iqaamat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
'charKH' dekhe jo javaanii ke ubharte jalve
zindagii apnii gunaaho.n se bachaa.ii na ga.ii
Charkh Chinioti
Ghazal
yuu.n apnii saakh bachaa.ii kiyaa use uryaa.n
ki apnaa sheva nahii.n tuu-takaar kam se kam
Shamim Abbas
Ghazal
aable paa.nv ke paa-posh hu.e aaKHir-kaar
umr-bhar jaan bachaa.ii thii jo paa-poshii se
Farhat Ehsas
Ghazal
ja.ng-e-arab me.n chho.D ga.e jab himaayatii
kuufa ke ik javaa.n ne mirii jaa.n bachaa.ii thii
Waqar Khan
Ghazal
miiraas-e-be-bahaa bhii bachaa.ii na jaa sakii
ik zillat-e-vafaa thii uThaa.ii na jaa sakii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Abid Malik
Ghazal
tis pe kam-baKHt kii ye duusrii sagh.Daa.ii dekh
baa.ndh rumaalo.n se bame kii bachaa.ii meh.ndii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kisii ko andhe ku.e.n me.n amaan baKHshii hai
kisii kii jaan bachaa.ii hai bahte paanii me.n
Kashif Akhtar
Ghazal
jab ik bhii lamha KHushii kaa na apne paas aa.e
KHudaa bachaa.e ham is zindagii se bhar paa.e
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
tukkaa lagaa ki ham ne jo izzat bachaa.ii thii
gar tiir chal gayaa to hamaaraa banegaa kyaa