SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-masti-e-har-zarra"
Ghazal MATCHES FOR "bad-masti-e-har-zarra"
Ghazal
hai vahii bad-masti-e-har-zarra kaa KHud uzr-KHvaah
jis ke jalve se zamii.n taa aasmaa.n sarshaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mastii-e-har-do-jahaa.n hai dil-e-aadam se ayaa.n
yahii behosh to hoshyaar hai allaah allaah
Mardan Safi
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
jab naqaab-e-ruKH-e-zebaa vo uThaa dete hai.n
dil-e-har-zarra ko aa.iina banaa dete hai.n
Nayyar Wasti
Ghazal
har zarra-e-ummiid se KHushbuu nikal aa.e
tanhaa.ii ke sahraa me.n agar tuu nikal aa.e
Noshi Gilani
Ghazal
aabiyaarii jo kare KHuun-e-rag-e-jaa.n to 'sabaa'
dil-e-har-zarra gulistaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
har zarra-e-KHaakii ko kiran ham ne banaayaa
miTTii ko lahuu de ke chaman ham ne banaayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
pyaas har zarra-e-sahraa kii bujhaa.ii ga.ii hai
tab kahii.n jaa ke mirii aabla-paa.ii ga.ii hai
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
guzraa jo tirii raahguzar se kabhii ai dost
har zarra se lipTaa hu.aa ik dil nazar aaya
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
is baaG me.n hai baad-e-KHizaa.n o baad-e-qaht
har gul ke dil me.n hai KHalish-e-KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kis qadar KHaak hu.aa hai dil-e-majnuu.n yaa rab
naqsh-e-har-zarra suvaidaa-e-bayaabaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
Qamar Hilali
Ghazal
ab kahaa.n 'naatiq' ye bad-mastii kahaa.n
al-firaaq ai bazm-e-rindaa.n alvidaa.a