SEARCH RESULTS
Showing search results for "badii"
Ghazal MATCHES FOR "badii"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tamaam rishto.n ko mai.n ghar pe chho.D aayaa thaa
phir us ke baa'd mujhe ko.ii ajnabii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ko.ii aahaT ko.ii aavaaz ko.ii chaap nahii.n
dil kii galiyaa.n ba.Dii sunsaan hai.n aa.e ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
pahle ba.Dii raGbat thii tire naam se mujh ko
ab sun ke tiraa naam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
chhoTii sii baat pe KHush honaa mujhe aataa thaa
par ba.Dii baat pe chup rahnaa tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
mire jazbe kii ba.Dii qadr hai logo.n me.n magar
mere jazbe ko mire saath hii mar jaanaa hai