SEARCH RESULTS
Showing search results for "bah"
Ghazal MATCHES FOR "bah"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n aasmaa.n pe bahut der rah nahii.n saktaa
magar ye baat zamii.n se to kah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
un kii taraf se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
ham jis se Dar rahe the vahii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aa.nkh se bah nahii.n saktaa hai bharam kaa paanii
phuuT bhii jaa.egaa chhaalaa to na degaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ab iKHtiyaar me.n mauje.n na ye ravaanii hai
mai.n bah rahaa huu.n ki meraa vajuud paanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
ik yaad kii maujuudgii sah bhii nahii.n sakte
ye baat kisii aur se kah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
aap lillaah mirii fikr na kiije hargiz
aa ga.e hai.n yuu.nhii bas shauq ke maare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
dahliiz paar kar na sake aur lauT aa.e
shaayad musaafiro.n ko KHatar baam-o-dar kaa thaa