SEARCH RESULTS
Showing search results for "balaagat"
Ghazal MATCHES FOR "balaagat"
Ghazal
ko.ii vaa.iz nahii.n fitrat se balaaGat me.n sivaa
magar insaan me.n kuchh fahm-e-ishaaraat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo tabassum hai ki 'Gaalib' kii tarah-daar Gazal
der tak us kii balaaGat ko pa.Dhaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mere bhii ek ishaare me.n ho ma.anii kaa hujuum
aa.nkh us kii jo kabhii dars-e-balaaGat mujhe de
Farhat Ehsas
Ghazal
us kii KHamoshiyo.n kii balaaGat na puuchhiye
jis ke lab-e-KHamosh kaa iz.haar aap hai.n
Kashif Syed
Ghazal
baham tanz o tausiif o shukr o shikaayat
fasaahat Gazal hai balaaGat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
hame.n ummiid-e-balaaGat to nahii.n hai tum se
bas zaraa tho.Dii buluuGat se tum aa.o jaa.o
Rafi Raza
Ghazal
ai qalamkaar mire harf-e-sadaaqat likhnaa
varna be-kaar hai mazmuun-e-balaaGat likhnaa
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
buu-alii saath ko.ii bolte 'inshaa' ko sune
roz hotii hai baham ahl-e-balaaGat kii bahs
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
har chand naaz apnii balaaGat pe thaa unhe.n
vaqt-e-KHataa pa jur.at-e-taqriir chhin ga.ii
Jameel Azimabadi
Ghazal
allaah rii fasaahat allaah rii balaaGat
aisaa kahaa.n jhamak.Daa aisaa kahaa.n tamaashaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nazm-e-'akbar' se balaaGat siikh le.n arbaab-e-‘ishq
istilaahaat-e-junuu.n me.n be-bahaa farhang hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
kuchh aur bhii yahaa.n usluub hai.n balaaGat ke
mujhe sukuut-o-sadaa ke hii darmiyaa.n na samajh