SEARCH RESULTS
Showing search results for "bank"
Ghazal MATCHES FOR "bank"
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
diid kar Daalaa bas un se aalam-e-laahuut sabt
jis ne lagdii ba.nk kii saafii me.n chhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ba.nk kii jalva-garii par Gash huu.n
ya.anii us sabz parii par Gash huu.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tark-e-lazzaat pe maa.il jo ba-zaahir hai mizaaj
aaj to bagulaa-bhagat jaise bane hai.n mahraaj
Shauq Bahraichi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dushman-e-jaa.n hai tishna-e-KHuu.n hai
shoKH hai baa.nk hai nikat bhuu.n hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mujhe vajuud kii bahtii nadii se nisbat hai
mai.n baa.nk baa.nk kagaaro.n se baat kartaa huu.n
Ram Parkash Rahi
Ghazal
vo merii aa.nkh ki jo band thii khulii to magar
mirii KHamosh nigaaho.n se tilmilaa ke gayaa
Hasan Mirzapuri
Ghazal
mas.alo.n kii dhuup to be-kaar hii hairaan hai
zindagii ko kas rahaa huu.n roz-o-shab ke baa.nk par
Javed Mushiri
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.n
agar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai