SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraa-e-maslahat"
Ghazal MATCHES FOR "baraa-e-maslahat"
Ghazal
agar ham aashnaa hote tirii begaana-KHuu.ii sii.n
baraa-e-maslahat zaahir me.n begaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
jhuk gayaa sar arz-e-matlab par baraa-e-iKHtisaar
ham ne chaahaa thaa ki afsaana-dar-afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
karte hii nahii.n baat kabhii maslahat-aamez
makruuh ruKHo.n ko mah-e-taabaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ko.ii suurat ko.ii tadbiir nikaalii jaa.e
aabruu ishq-o-mohabbat kii bachaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo sarfaraaz hu.aa kaarobaar-e-ulfat me.n
baraa-e-mashq-e-jafaa jis kaa intiKHaab hu.aa
Rishi Patialvi
Ghazal
jo be-KHudii hai salaamat to mil hii jaa.egaa
baraa-e-fursat-e-andesha yaar kaa zaanuu
Tabish Dehlvi
Ghazal
jo hai mizaaj-e-bahaar-e-chaman se naa-vaaqif
baraa-e-sair-e-chaman baar baar aa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
daaman me.n gul nahii.n to baraa-e-subuut-e-sair
sehn-e-chaman se KHaar ke nashtar hii le chale.n
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
sitam-shi.aar kii chaukhaT pe adl kii zanjiir
baraa-e-daad-rasii ab hilaanaa chaahtii huu.n
Farzana Nainan
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Humaira Rahat
Ghazal
miraa nahii.n na sahii par baraa-e-'azmat-e-'ishq
kisii kaa KHvaab to aa.nkho.n me.n terii pal jaa.e
Muhammad Shakeel Akhtar
Ghazal
baraa-e-sabr-o-tashaffii-e-dil hai hamd-e-KHudaa
sukuu.n to sirf dil-e-be-navaa ke haath me.n hai
Divakar Rahi
Ghazal
Anwar Kamal Anwar
Ghazal
tamaam zer zabar pesh aur harfo.n kaa
baraa-e-soz-o-alam ehtimaam hai shaayad