SEARCH RESULTS
Showing search results for "barhamii"
Ghazal MATCHES FOR "barhamii"
Ghazal
ijz se aur ba.Dh ga.ii barhamii-e-mizaaj-e-dost
ab vo kare ilaaj-e-dost jis kii samajh me.n aa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHafaa agarche hamesha hu.e magar ab ke
vo barhamii hai ki ham se unhe.n gile bhii nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
chhalak rahii hai mai-e-naab tishnagii ke liye
sa.nvar rahii hai tirii bazm barhamii ke liye
Zehra Nigaah
Ghazal
ye kyaa adaa hai ki jab un kii barhamii se ham
na mar sake to hame.n muskuraa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaaro.n kii barhamii pe ha.nsii aa ga.ii 'hafiiz'
ye mujh se ek aur burii baat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
yuu.n barhamii-e-kaakul-e-imroz se KHush hai.n
jaise ki KHayaal-e-ruKH-e-fardaa nahii.n ham ko
Shahryar
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ai aasmaan kis liye is darja barhamii
ham ne to tirii samt ishaaraa nahii.n kiyaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
udaasiyo.n ke sivaa dil kii zindagii kyaa hai
ko.ii bataa.e ki KHvaabo.n kii barhamii kyaa hai
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
kuchh aur jur.at-e-dast-e-havas ba.Dhaatii hai
vo barhamii jo ho tamhiid muskuraane kii
Jameel Mazhari
Ghazal
phir jis ke tasavvur me.n barasne lagii.n aa.nkhe.n
vo barhami-e-sohbat-e-shab yaad rahegii
Nasir Kazmi
Ghazal
aap se muKHaatib huu.n aap hii ke lahje me.n
phir ye barhamii kaisii aur ye shikaayat kyuu.n