SEARCH RESULTS
Showing search results for "barpaa"
Ghazal MATCHES FOR "barpaa"
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham apne dil se hii majbuur aur logo.n ko
zaraa sii baat pe barpaa qayaamate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
nii.nd aa jaa.e to kyaa mahfile.n barpaa dekhuu.n
aa.nkh khul jaa.e to tanhaa.ii kaa sahraa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
abhii to fitne hii barpaa kiye hai.n aalam me.n
uThaa.e.nge vo qayaamat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik ajab aamad-o-shud hai ki na maazii hai na haal
'jaun' barpaa ka.ii naslo.n kaa safar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo jo ik shor saa barpaa hai amal hai meraa
ye jo tanhaa.ii barastii hai sazaa merii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
huzuur-e-haq me.n israafiil ne merii shikaayat kii
ye banda vaqt se pahle qayaamat kar na de barpaa
Allama Iqbal
Ghazal
jab hashr isii zamii.n pe uThaa.e ga.e to phir
barpaa yahii.n pe roz-e-jazaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
pa.Dh ke teraa KHat mire dil kii ajab haalat hu.ii
iztiraab-e-shauq ne ik hashr barpaa kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa